Raha Gardishon lyricsby Mohd. Rafi
raha gardishon mein har dam
marey ishq ka sitara kabhi dagmagai kashti kabhi kho gaya kinara raha gardishon mein har dam koi dil kay khel deekhey kay muhabbaton ki baazi(2) wo qadam qadam pe jeetey mein qadam qadam pe haara raha gardishom mein har dam yeh hamari bed naseebi jo nahi to aur kiya hay (2) kay ussi kay ho gaye hum jo na ho saka hamara raha gardishon mein har dam parey jab ghamon pe paale rahey mit kay mitney walay(2) jisse mout ne na poocha usse zindagi ne maara raha gardishon mein har dam --ContriButed By Adnan.I.M |